Tajmahal- Sahir Ludhiyanavi

Tajmahal- Sahir Ludhiyanavi

Tajmahal- A revolutionery nazm by which Sahir shook the perception of the world about Tajmahal. A truly communist poetry with a sense of pain for the men who built the Grand Monument.
Taaj tere liye ik maz.har-e-ulfat hi sahi
Tujh ko is vadi-e-rangin se aqidat hi sahi

Meri mahbub kahin aur mila kar mujh se

Ik shahanshah ne daulat ka sahara le kar
Ham ġharibon ki mohabbat ka uḌaya hai mazaq