Misal-e-dast-zulekha tapak chahta hai – A master piece from Faraz Ahmed Faraz.
Zara si gard-e-havas dil pe lazmi hai ‘Faraaz’,
Wo ishq kya hai jo dāman ko paak chahta hai

Dukh fasana nahin ki tujh se kahein
Dil bhi maana nahin ki tujh se kahein
Aaj tak apni bekali ka sabab
Khud bhi jaana nahin ki tujh se kahein