Guftugu Achchhi Lagi Zauq E Nazar Achchha Laga,
Muddaton ke baad koi ham-safar achchha laga.
Har tarah ki be-sar-o-samaniyon ke bavajud,
Aaj vo aaya to mujh ko apna ghar achchha laga.
Ahmad Faraz
Guftugu Achchhi Lagi Zauq E Nazar Achchha Laga,
Muddaton ke baad koi ham-safar achchha laga.
Har tarah ki be-sar-o-samaniyon ke bavajud,
Aaj vo aaya to mujh ko apna ghar achchha laga.
Ahmad Faraz
Aurat- A masterpiece from Kaifi Azmi. Written during the second world war, Aurat is the best nazm on Women empowerment ever written. Meanings of hard urdu words have been given in glossary to make the readers understand the soul of shayari.
One of the best writings of Mirza Ghalib. Original script of this ghazal in Diwaan-e-ghalib used the raddif “Hote tak” while the popular version used “Hone Tak”. Aah to chahiye ik umra asar hote tak, kaun jeeta hai teri zulf ke sar hote tak. Shama har rang mein jalti hai sehar hote tak. Dekhe kya guzare hai katare pe guhar hote tak.
Best Heartbreak sad and lonely Shayari I have listened recently by Rashid Malik. Main cigarette ko Hatheli par flat kar khaki kart hoon. Teri Yaadein Teri baatein bada mahal Hota hai.
Tajmahal- A revolutionery nazm by which Sahir shook the perception of the world about Tajmahal. A truly communist poetry with a sense of pain for the men who built the Grand Monument.
Taaj tere liye ik maz.har-e-ulfat hi sahi
Tujh ko is vadi-e-rangin se aqidat hi sahi
Meri mahbub kahin aur mila kar mujh se
Ik shahanshah ne daulat ka sahara le kar
Ham ġharibon ki mohabbat ka uḌaya hai mazaq
One of the best Nazm of Janaab Amjad Islam Amjad, Jo utar ke zeena-e-shaam se teri chashm-e-khush mein sama gaye.
wahi jalte bujhte se mehar-o-maah mere baam-o-dar ko saja gaye.
Wo jo geet tumne suna nahin, meri umr bhar ka riyaaz tha, mere dard ki thi daastaan jise tum hansi mein uda gaye.
Poem on the pandemic year 2020, How COVID-19, made a havoc in the world and how the humanity is recovering from it.
One of the most amazing poetry/shayari by Jaun Eliya. Yaaron kuch to zikr karo tum uski qayamat bahon ka, wo jo simatte honge unme wo to mar jaate honge..
Kamal-e-zabt ko ḳhud bhi to azmaungi
Main apne haath se us ki dulhan sajaungi
Supurd kar ke use chandni ke hathon mein
Main apne ghar ke andheron ko laut aungi
You must be logged in to post a comment.